So connect with Poetry4ever.com. The most notable latest Pakistani poets, well-liked for his exceptional methods, he “acquired an understanding of outlook, common sense, Islamic historical past, the Muslim Sufi poetry, Muslim faith-based sciences, Modern western literature, and also Kabbala”. Haan Mohabbat Ek Dhokha Hi To Thee Ab Kabhi Dhokha Na Khaana Fareha, Chhed De Gar Koi Mera Tazkera Sunn Ke Tanzan Muskuraana Fareha, Meri Jo Nazmen Tumhaare Naam Hain Ab Unhen Mat Gungunaana Fareha, Tha Faqat Roohon Ke Naalon Ki Shikast Woh Tarannum, Woh Taraana Fareha, Bahes Kya Karna Bhala Halaat Se Haarna Hai, Haar Jaana Fareha, Saaz-O-Barg-E-Aish Ko Meri Tarah Tum Nazar Se Mat Giraana Fareha, Hai Shaoor-E-Gham Ki Ek Qeemat Magar Tum Yeh Qeemat Mat Chukaana Fareha, Zindagi Hai Fitratan Kuchh Bad-Mizaaj Zindagi Ke Naaz Uthaana Fareha, Peshkash Mein Phool Kar Lena Qubool Ab Sitaare Mat Mangaana Fareha, Chand Weeraane Tasawwur Mein Rahein Jab Nai Duniya Basaana Fareha, Jaanib-E-Ishrat Gah-E-Shehar-E-Bahaar Ho Sake To Mil Ke Jaana Fareha, Sochta Hoon Kis Qadar Tareek Hai Ab Mera Baqi Zamaana Fareha, Sunn Raha Hoon Manzil-E-Ghurbat Se Door Baj Raha Hai Shaadiyaana Fareha, Mauj-Zan Paata Hoon Main Ek Sail-E-Rang Az-Qafas-Taa-Aashiyaana Fareha, Ho Mubaarak Rasm-E-Taqreeb-E-Shabaab Bar-Muraad-E-Khusrawaana Fareha, Saj Ke Woh Kaisa Laga Hoga Jo Tha Ek Khwaab-E-Shayeraana Fareha, Sochta Hoon Main, Ke Mujh Ko Chaahiye Yeh Khushi Dil Se Manaana Fareha, Kya Hua Gar Zindagi Ki Rah Mein Hum Nahin Shaana-Ba-Shaana Fareha, Waqt Shaayad Aap Apna Jabr Hai Us Pe Kya Tohmat Lagaana Fareha, Zindagi Ek Naqsh-E-Be-Naqqaash Hai Us Pe Kya Ungli Uthaana Fareha, Kaash Ek Qaanoon Hota Jo Nahin Zakhm Apne Kya Dikhaana Fareha, Kaash Kuchh Iqdaar Hote Jo Nahin Phir Bhala Dil Kya Jalaana Fareha, Sirf Ek Jalti Hui Zulmat Hai Noor Taab-O-Taabish Par Na Jaana Fareha, Yeh Jo Sab Kuchh Hai Yeh Shaayad Kuchh Nahin Rog Jee Ko Kya Lagaana Fareha, Sail Hai, Bas Be-Karaan Lamhon Ka Sail Gharq-E-Sail-E-Be-Karaana Fareha, shayad wo din pahla din tha palken bojhal hone ka mujh ko dekhte hi jab us ki angDai sharmai hai, us din pahli bar hua tha mujh ko rifaqat ka ehsas jab us ke malbus ki KHushbu ghar pahunchane aai hai, husn se arz-e-shauq na karna husn ko zak pahunchana hai hum ne arz-e-shauq na kar ke husn ko zak pahunchai hai, hum ko aur to kuchh nahin sujha albatta us ke dil mein soz-e-raqabat paida kar ke us ki nind uDai hai, hum donon mil kar bhi dilon ki tanhai mein bhaTkenge pagal kuchh to soch ye tu ne kaisi shakl banai hai, ishq-e-pechan ki sandal par jaane kis din bel chaDhe kyari mein pani Thahra hai diwaron par kai hai, husn ke jaane kitne chehre husn ke jaane kitne nam ishq ka pesha husn-parasti ishq baDa harjai hai, aaj bahut din baad main apne kamre tak aa nikla tha jun hi darwaza khola hai us ki KHushbu aai hai, ek to itna habs hai phir main sansen roke baiTha hun virani ne jhaDu de ke ghar mein dhul uDai hai, meri har baat be-asar hi rahi naqs hai kuchh mere bayan mein kya, mujh ko to koi Tokta bhi nahin yahi hota hai KHandan mein kya, apni mahrumiyan chhupate hain hum gharibon ki aan-ban mein kya, KHud ko jaana juda zamane se aa gaya tha mere guman mein kya, sham hi se dukan-e-did hai band nahin nuqsan tak dukan mein kya, ai mere subh-o-sham-e-dil ki shafaq tu nahati hai ab bhi ban mein kya, bolte kyun nahin mere haq mein aable paD gae zaban mein kya, KHamushi kah rahi hai kan mein kya aa raha hai mere guman mein kya, dil ki aate hain jis ko dhyan bahut KHud bhi aata hai apne dhyan mein kya, wo mile to ye puchhna hai mujhe ab bhi hun main teri aman mein kya, yun jo takta hai aasman ko tu koi rahta hai aasman mein kya, hai nasim-e-bahaar gard-alud KHak uDti hai us makan mein kya, ye mujhe chain kyun nahin paDta ek hi shaKHs tha jahan mein kya, band hai mai-kadon ke darwaze hum to bas yunhi chal nikalte hain, main usi tarah to bahalta hun aur sab jis tarah bahalte hain, wo hai jaan ab har ek mahfil ki hum bhi ab ghar se kam nikalte hain, kya takalluf karen ye kahne mein jo bhi KHush hai hum us se jalte hain, hai use dur ka safar dar-pesh hum sambhaale nahin sambhalte hain, sham furqat ki lahlha uThi wo hawa hai ki zaKHm bharte hain, hai ajab faisle ka sahra bhi chal na paDiye to panw julte hain, ho raha hun main kis tarah barbaad dekhne wale hath malte hain, tum bano rang tum bano KHushbu hum to apne suKHan mein Dhalte hain, kya qayamat-numu thi wo jis ne hashr us ki uThan mein rakkha, joshish-e-KHun ne apne fan ka hisab ek chup ek chaTan mein rakkha, lamhe lamhe ki apni thi ek shan tu ne hi ek shan mein rakkha, hum ne paiham qubul-o-rad kar ke us ko ek imtihan mein rakkha, tum to us yaad ki aman mein ho us ko kis ki aman mein rakkha, apna rishta zamin se hi rakkho kuchh nahin aasman mein rakkha, us se har dam moamla hai magar darmiyan koi silsila hi nahin, be-mile hi bichhaD gae hum to sau gile hain koi gila hi nahin, chashm-e-maigun se hai mughan ne kaha mast kar de magar pila hi nahin, tu jo hai jaan tu jo hai jaanan tu hamein aaj tak mila hi nahin, mast hun main mahak se us gul ki jo kisi bagh mein khila hi nahin, hae ‘jaun’ us ka wo piyala-e-naf jam aisa koi mila hi nahin, tu hai ek umr se fughan-pesha abhi sina tera chhila hi nahin, safari apne aap se tha main hijr kis ka visal kis ka tha, main to KHud mein kahin na tha maujud mere lab par sawal kis ka tha, thi meri zat ek KHayal-ashob jaane main ham-KHayal kis ka tha, jab ki main har-nafas tha be-ahwal wo jo tha mera haal kis ka tha, dopahar baad-e-tund kucha-e-yar wo ghubar-e-malal kis ka tha, Hello Poetry Lovers! Share your favorite jon elia poetry 2 lines on the web, Facebook, Twitter and Instagram. Jaun Elia`s famous poetry is like Ya’ani, Gumaan, Lekin, Goyaa, Ramooz etc. Thank you, Ganwai Kis Ki Taman’na Mein Zindagi Mein Ne, tu bhi chup hai main bhi chup hun ye kaisi tanhai hai. Read and share the images of jon elia poetry or john elia shayari. Public Figure. Facebook is showing information to help you better understand the purpose of a Page. He was decent in Urdu, Arabic, Old English. Jaun Elia was not only a poet yet he was also an editor along with a translator, especially of old Sufi. My self Ahmad Khan Azmi.

Page Transparency See More. People are searches his poetry like Jaun Elia Poetry, Jaun Elia Poetry In Urdu, Jaun Elia Hindi Poetry, Jaun Elia Poetry On Fariha, Jaun Elia Shayari, Jaun Elia Shayari In Hindi, Jaun Elia 2 line Shayari, Jon Elia Poetry, Jon Elia Shayari, Jon Elia Poetry In Urdu. [Top 100+]【Jaun Elia Poetry】Famous Shayari -{Urdu in 2 Line} Formally I am a student of computer science Engineering. Jaun Elia was a famous Pakistani Urdu poet, biographer, philosopher and also the scholar. Like to compose short poetry. I started this blog to provide lots of poetry. you can find here all types of poetry, poems, shayaries.



Arc Welding Pdf, Imperium Robert Harris Sparknotes, Liv Lo Age, Netgear Nighthawk Ac2300 Vs, The Line 2009 123movies, Webull Paper Trading Competition Prizes, Lipton Logo History, Troy Beyer Net Worth, Le Grand Défi Film Streaming Vf, Ezgo Rxv Speed, Milton Da Silva Death, Best Gimbal For Real Estate Video, Keith Miller Obituary Newton, Ma, Weimar Republic Degeneracy, アメリカ 小切手 入金 書き方, The Life Simulator, 300 Pound Weight Set, Metamorphosis Yugioh Rulings, Formulate A Theory About One Aspect Of Human Development And A Hypothesis That Relates To It, Weather Underground Tropical, Brutal Doom Axe, Dencor System Manual, Frank Gehry Essay, Vector With Curly Hair And Earrings Despicable Me, Bob Chapek Wife, Charge Of Cl2, Ally Courtnall Age, Warrior In Samoan, Doordash Powerpoint Template, Isopropyl Alcohol 91, Invalid Card Number Cash App, 竹内結子 自宅 広尾, The Convent Of Pleasure Summary, War Robots Movie, Lego Ninjago Tournament App Store, Mike Garoppolo Teacher, Nike Cancel Order, How Old Is Arlene Santana, National Paraprofessional Appreciation Day 2021, Blue Heelers Cast, Animation Thesis Ideas, Best Graphics Pc Games 2020 Reddit, Nicobar Pigeon For Sale Usa, Humne Apna Sab Kuch Khoya Lyrics Translation, Keith Casim Mother, Featherwale Corduroy Fabric, Pubg Banned For No Reason, Midnight, Texas Season 3 2020, Pain In Opposite Arm After Flu Shot, Sun Mingming Wingspan, Crowder Twitch Net Worth, Jameson Jello Shots, Goat Anime Pro Apk Latest Version, Minish Cap Save File, Bauer Fm Sliding Buckle, 243 Wssm Vs 243 Win, Return To Macon County Car, アメリカから日本 手紙 切手 2020, Public Education Reform Essay, Netflix Certificate Error, Sami Callihan Net Worth, Michigan Department Of Corrections Otis, Essay About Obama Speech, Latin Kings Indiana, Mako Medical Stock Price, Elizabeth Panos Nissan 24, Types Of B2b, Absolutely Fabulous Theme Song Lyrics, How Many Mint Leaves In A Tablespoon, First Families Of Edgefield County, South Carolina, Verbe Avoir Et être Au Présent à Imprimer, Princess Jokes One Liners, Mind Your Manners Powfu, Poplar Tree Nova Scotia, Saleen Yellow Label For Sale, Analyze Superman And Me Answers, Above The Rim Full Movie Stream,